Friday, January 26, 2007

एक गज़ल लिखने की कोशिश में.....


एक गज़ल लिखने की कोशिश में जो लफ्ज़ हमसे लिखा गया
वो उनका ही नाम था जो बार बार लिखा गया

माँगते रहे मेरे सूखे लब उनसे एक पनहा प्यार की
वो साया सा बन के मेरे पास से गुज़र गया

हमने चाहा की आज चुपके से चूम ले हम चाँद की पलको को
पर सुबह होते ही मेरा ख़वाब टूटे आईने सा टूट गया

रुके थे हम उनकी आँखो के समुंदर में डूबने के लिए
वो एक लहर सी बन के मेरे पास से गुज़र गया

ना जाने कितने ज़ख़्म खाए हमने उनकी मोहब्बत में
हर बार वो नये ज़ख़्म दे कर और दर्द दे के चला गया

अपनी हाथो की लक्रीरो में हमने ना पाया था नाम उनका
उनको पाने के लिए मेरा वजूद अपनी तक़दीर तक से लड़ गया


ranju

12 comments:

राकेश खंडेलवाल said...

प्रयास जारी रखें. भाव अच्छे हैं

Upasthit said...

vaah, takdeer se bhi bhidane kee himmat rakhane kee bat bas chu ke nikal gayi...ekdam kareeb se. Bahut khuub.

Divine India said...

क्या कहूँ !!बहुत दम…दमदार…सच में मजा आ गया…तुम्हारी लेखनी बहुत हद तक मेरी दोस्त Manya से मिलती है(www.emotions-life.blogspot.com)।इस पर भी जाओ तुम्हें भी अपने जैसा कोई मिलेगा…इसने भी अभी नया ही शुरु किया॥

Monika (Manya) said...

Sirf itna kahungi ki hamara lekhan uske bhaaw milte hain ek dusre se.. isse jyada kahkar apni bhawnayen kam nhn karna chahti.. iske phle waali post ka titile meri bhi ek kavita ka hai.. aur likhne ka tarika bhi.. post karungi dekhna,,

ABHISHEK KUMAR (QAASID) said...

na tooto yun kisi yaad mein...
ki kai aur dil bhi tootengay..
aur sambhal ney waley tujhey milengay bahut...
par usnka kya jinkey tanhayi mein tootein gay...

bahut acha likha hai aapney.. hamesa ki tarah...
mainey jo likha hai woh bahut seedha sa forward looking thought hai... shayad aap key likhey ka ek seedha s a jawab...haahaaha

रंजू भाटिया said...

shukriya rakesh .....

रंजू भाटिया said...

shukriya upasthit ....

रंजू भाटिया said...

shukriya divyabh...sach mein manya ji bahut achha likhti hain ...

रंजू भाटिया said...

shukriya manya ..aap yahan aayi aur mere likhe ko pasand kiya ....apaki liki kavita ko padane ki ichcha rahegi ....

रंजू भाटिया said...

shukriya abhishek ..aapne seedha aur bahut hi acha likha hai ....shukriya

Unknown said...

अपनी हाथो की लक्रीरो में हमने ना पाया था नाम उनका
उनको पाने के लिए मेरा वजूद अपनी तक़दीर तक से लड़ गया .....very nice....kitna sach hai is baat mein...aur ye do lines men kya bata diya....great Ranju....ye sab likhne ki quality tumme hai....aur sabse badi baat to ye ki ek ladki hokar bhi tumme itne sentiments aur imotions hain ki tum ye sab likh pao...kyonki maine to aaj tak ladkiyon sentiments dekhe hi nahin...yahi ek baat hai jo mere liye tumhen sab se alag karti hai...u r special Ranju....Carry On....

sanjiv.....

रंजू भाटिया said...

shukriya sanjiv aap yahan aaye aur meri likhi lines ko itne pyaar se padha aur samjha ..bas ek koshish karti hoon honest dil se dil ki baat likhne ki ...aapko yah pasand aayi uske liye thanks ...aage bhi aa ke yun hi mera hosala badaate rahe ...shurkriya ...